BotaniLock Herbal Shampoo

BotaniLock Herbal Shampoo
(BotaniLock Herbal Shampoo)
خالص جڑی بوٹیوں سے تیار کردہ یہ شیمپو آپ کے بالوں کو قدرتی حفاظت، مضبوطی اور چمک فراہم کرتا ہے۔ کیمیکل فری، سلفیٹ فری اور پیرا بین فری فارمولا کے ساتھ، یہ شیمپو بالوں کو قدرتی انداز میں صاف اور ترو تازہ بناتا ہے۔
اہم خصوصیات اور فوائد:
بالوں کا جھڑنا کم کرے
اس میں شامل ہربل اجزاء بالوں کی جڑوں کو مضبوط بناتے ہیں اور بالوں کے گرنے کو کم کرتے ہیں۔
خشکی اور سکری کا خاتمہ
قدرتی اینٹی فنگل اجزاء خشکی کو جڑ سے ختم کرنے میں مدد دیتے ہیں۔
بالوں کی افزائش میں مددگار
جڑی بوٹیوں کے طاقتور امتزاج سے بالوں کی نشوونما بہتر ہوتی ہے۔
بالوں میں قدرتی چمک اور نرمی
بغیر کسی نقصان دہ کیمیکل کے بالوں میں قدرتی نرمی اور چمک پیدا کرتا ہے۔
جلد کے لیے محفوظ
حساس کھوپڑی کے لیے بھی محفوظ، خارش اور جلن سے پاک فارمولا۔
ہلکی خوشبو کے ساتھ تازگی بخش احساس
ہربل خوشبو آپ کو تازگی کا احساس دیتی ہے بغیر کسی تیز کیمیکل مہک کے۔
استعمال کا طریقہ:
گیلے بالوں پر مناسب مقدار میں شیمپو لگائیں، اچھی طرح مالش کریں اور پانی سے دھو لیں۔ بہتر نتائج کے لیے ہفتے میں 2 سے 3 بار استعمال کریں۔
Ingredients:
Shampoo ingredients
1. Amla (Indian Gooseberry)
Balon ko siyah aur ghana banata hai
Khushki ko khatam karta hai
Jaldi safed hone se rokta hai
2. Reetha (Soapnut)
Qudrati shampoo ka kaam karta hai
Sar ki khushki aur fungus khatam karta hai
Chamkdar aur narm bal deta hai
3. Shikakai (Acacia Concinna)
Balon ki jaron ko mazboot karta hai
Sikri (Dandruff) kam karta hai
Balon ko narm aur silky banata hai
4. Baalchar (Valeriana Wallichii)
Balon ki jaron ko mazboot karta hai
Khushki aur kharish ko khatam karta hai
5. Alsi (Flaxseeds)
Balon me nami barqarar rakhta hai
Balon ko narm aur ghana banata hai
Omega-3 fatty acids ki wajah se balon ki nashonuma ko behtar banata hai
6. Kalonji (Black Seeds)
Hair fall kam karta hai
Balon ko mazboot aur ghana banata hai
Sar ki jild ki sehat behtar karta hai
7. Methi Dana (Fenugreek Seeds)
Balon ki jaron ko taghat deta hai
Sikri aur khushki khatam karta hai
Hair growth tez karta hai
8. Taiz Paat (Bay Leaves)
Balon ko mazboot karta hai
Jadon ki taqat barhata hai
Balon ko chamkdar banata hai
9. Mehndi Leaves (Henna Leaves)
Balon ko natural color deta hai
Cooling effect deta hai
Balon ko silky aur smooth banata hai
10. Rosemary
Blood circulation barhata hai jo hair growth me madad deta hai
Balon ko time se pehle safed hone se rokta hai
Hair fall kam karta hai
11. Hibiscus Flowers aur Leaves
Balon ki growth tez karta hai
Balon ko narm aur silky banata hai
Hair fall rokta hai
12. Khashkhash (Poppy Seeds)
Balon ki jaron ko moisturize karta hai
Balon ki chamak barhata hai
Balon ko mazboot banata hai
13. Amltas ki Phalian (Cassia Fistula Pods)
Balon ko narm aur healthy banata hai
Jadon ko taqat deta hai
Hair fall control karta hai
14. Tukhm-e-Band (Psyllium Seeds)
Balon ki moisturization barhata hai
Sar ki jild ki sehat behtar karta hai
Hair growth ko promote karta hai
15. Satkufi (Hyssop)
Hair growth barhata hai
Sar ki jild ko sehatmand banata hai
Balon ki jaron ko mazboot karta hai
16. Dhania (Coriander Seeds)
Balon ki jaron ko taqat deta hai
Hair fall kam karta hai
Natural shine deta hai
17. Pyaz (Onion)
Sulfur ki wajah se hair growth tez hoti hai
Hair fall kam hota hai
18. Adrak (Ginger)
Blood circulation barhata hai jo hair growth ke liye acha hai
Hair fall kam karta hai
Anti-bacterial properties se sar ki jild ko sehatmand rakhta h
Is k elawa castor oil, vitamin e oil, almond oil, sesame oil shamil hain
Shampoo k liye base salfate free use ki hai, in k elawa salfate and perabin chemicals ki jga plant based chemicals use kiye jaty hain jesa k silicone conditioner ki jga PQ11, SLES, CDEA, pearl, ZP11, aur formaline ki jga coco betaine, tea tree oil, neeem extract, sodium benzoate, potassium sorbate and salisylic acid wgera use kiye jaty hain